kisi ka kuch kho gaya hai kisi ka kuch kho gaya hai
kisi ka kuch kho gaya hai kisi ka kuch kho gaya hai
hai jis ki ye shay vo aake pehchane
nahi to ise aake le jayege begane
kisi ka kuch kho gaya hai kisi ka kuch kho gaya hai
khushbu hai is me gore gore hatho ki mashaallah
mahak hai is me kali kali julafo ki vallah vallah
jaldi aaja tu kaha hai haye madam tu kaha hai
kaha hai kaha hai kisi ka kuch kho gaya hai
kisi ka kuch kho gaya hai kisi ka kuch
chikani chikani inki vo koi gudiya hogi
chikani chikani inki vo koi gudiya hogi
ya fir tute pansoo vali gudiya hogi
apne darshan ab karana ho raha hu mai diwana
diwana diwana kisi ka kuch kho gaya hai
kisi ka kuch kho gaya hai kisi ka kuch
jiski ye shay hai uska pata mai kaise janu
jiski ye shay hai uska pata mai kaise janu
arey itni badi duniya me usko kaise dhundu
log aaye vo na aayi de raha hu mai duhayi
duhayi duhayi duhayi kisi ka kuch kho gaya hai
kisi ka kuch kho gaya hai kisi ka kuch
Film cast: Johnny Walker, Dharmendra, Nutan, Rehman, Baby Tabassum, Leela
Chitnis, Helen, Moti Lal, Shyama, Murad, Agha, Daisy Irani, Bhagwan, Leela
Mishra, Kanhaiya Lal
Singer: Asha Bhosle, Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi, Mahendra Kapoor
Lyricist: Ali Khan, Mehdi Raja
Music Director: Madan Mohan
Film Director: D D Kashyap
Film Producer: Taxila