Lyrics of Kisi Ke Dard Ko Sine Me Hum Chhupa Ke Chale - किसी के दर्द को सीने में हम छुपा के चले
kisi ke dard ko sine me
hum chupa ke chale
haay hum chupa ke chale
khushi ki aankh pe aake
gum utha ke chale
haay gum utha ke chal
humare dar pe nazara nahi zamane me
humare dar pe nazara nahi zamane me
ye aaj koi humara nahi zamane me
jigar pe teer kaleje pe chot kha ke chale
jigar pe teer kaleje pe chot kha ke chale
usi ke dard ko sine me hum
chupa ke chale
hay hum chupa ke chale
kisi ki chah me kya kya sitam na hum ne sahe
kisi ki chah me kya kya sitam na hum ne sahe
jale to sab ki nazar mai jalil hoke jale
chale to sabki nazar se nazar
bacha ke chale
chale to sabki nazar se nazar
bacha ke chale
kisi ke dard ko sine me
hum chupa ke chale
hzay hum chupa ke chale
hazaar aib ho insaan me par garib na ho
hazaar aib ho insaan me par garib na ho
garib ho to koi humsa badnasib na ho
ki unko paa na sake
aur dil gawa ke chale
ki unko paa na sake
aur dil gawa ke chale
kisi ke dard ko sine me
hum chupa ke chale
hay hum chupa ke chale
Hazar aib ho insaan mein, par ghareen na ho
ghareeb ho to koi hum sa badnaseeb na ho
keh unko paa na sake aur dil ganwa ke chale
kisi ko ke dard ko seene mein hum chhupa ke chale
Having its individuality, grendur and majesty. Thanks