Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
3.59 - 17 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Kisi Ki Nazar Ne Ishara Kiya Hai, Ki Marne Hum Ne Gavara Kiya Hai - किसी की नजर ने इशारा किया है, की मरने हम ने गवारा किया है
kisi ki nazar ne kisi ki nazar ne
kisi ki nazar ne ishara kiya hai
kisi ki nazar ne ishara kiya hai
ke marna bhi hamne ke marna bhi hamne
ke marna bhi hamne gavara kiya hai
kisi ki nazar ne ishara kiya hai

kisi roz gujre agar wo idhar se
kisi roz gujre agar wo idhar se
to kadmo me dil ke
to kadmo me dil rahe bekhabar se
ye kya hal tumne kya hal tumne
kya hal tumne hamara kiya hai
ke marn bhi humne ke marna bhi humne
ke marna bhi humne gavara kiya hai
kisi ki nazar ne ishara kiya hai

yaha wo nahi hai waha wo nahi hai
yaha wo nahi hai waha wo nahi hai
waha wo nahi hai magar phir bhi tauba
magar phir bhi tauba kaha wo nahi hai
jaha bhi hai dekha jidhar bhi hai dekha
nazar ne usi ka nazara kiya hai
ke marn abhi humne ke marna bhi humne
ke marna bhi humne gavara kiya hai
kisi ki nazar ne ishara kiya hai
lyrics of song Kisi Ki Nazar Ne Ishara Kiya Hai, Ki Marne Hum Ne Gavara Kiya Hai
Comments on song "Kisi Ki Nazar Ne Ishara Kiya Hai, Ki Marne Hum Ne Gavara Kiya Hai"
TheDeepakp on Wednesday, March 12, 2014
FILM: "SAU SAAL BAAD" - 1966.
Film cast: Feroz Khan, Kumkum, Rajendra Nath, Manmohan Krishan, Sapru
Singer: Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi, Manna Dey
Lyricist: Anand Bakshi
Music Director: Laxmikant Pyarelal
Film Director: B K Dubey
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Sau Saal Baad (1966)
Feroz Khan, Kumkum, Rajendra Nath, Manmohan Krishan, SapruLata Mangeshkar, Mohammed Rafi, Manna DeyAnand BakshiLaxmikant PyarelalB K DubeySau Saal Baad at IMDB      Sau Saal Baad at YouTube     |    Sau Saal Baad at YouTube - 2    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type