kisi ko hasana kisi ko rulana
kisi ko hasana kisi ko rulana
ye to mere bayen hath ka khel hain
kisi ko girana kisi ko uthana
ye to mere bayen hath ka khel hain
he kisi ko hasana kisi ko rulana
ye to mere bayen hath ka khel hain
woh jadu hain meri chaal mein
le udun tumko bhi apne saath
meri dhun mein dhadkan ki chaal hain
mere geet karte hai dil se baat
sab mere ho baithe
hosh apne kho baithe
ye gum hai aanho me
wo gum hai baanho me
dilwale jhoom chale, julfo ko chum chale
ae chhed ke tarana, jadu chalana
ye to mere bayen hath ka khel hain
kisi ko girana kisi ko uthana
ye to mere bayen hath ka khel hain
dekhi na mujhme jo baat hain
dekhun jara aapka bhi kamaal
dilwaale baithe sambhal ke
rakh dungi dil ko uchhaal ke
khoya sa har dil hain
ab bachna mushkil hain
jhukati hun, mudati hun
bijali si girati hun
dil ko sambhale huye, sabhi matwale huye
nach ke gaana, sabko nachana
ye to mere bayen hath ka khel hain
kisi ko hasana kisi ko rulana
ye to mere bayen hath ka khel hain
kaha pe khyaal hai ji
dekho jara mud ke
seedhi koi baat hain to dil mera dhadke
kaha pe khyaal hai ji
dekho jara mud ke
seedhi koi baat hain to dil mera dhadke
dil to yaha hai mere pairo tale kitne
sab yahi kahte, haseen yaha jitne
mera jaha, dhundho waha
khoya mera bachapan jahan
aur koi aaye uske siva
phir to, phir to mere