kisi ko phul mile kisi ko dhul
kisi ko phul mile kisi ko dhul
sabki qubul duaye nahi hoti
kai maao ke bacche nahi hote
kai bachho ki maaye nahi hoti
kisi ko phul mile kisi ko dhul
sabki qubul duaye nahi hoti
kai maao ke bacche nahi hote
kai bachho ki maaye nahi hoti
kisi ko phul mile kisi ko dhul
kabhi ye najre jabhi nazare
kabhi ye najre jabhi nazare
rang badalte rahte hai sare
duniya me sada ek jaisi
duniya me sada ek jaisi
duniya me hawaye nahi hoti
kai maao ke bacche nahi hote
kai bachho ki maaye nahi hoti
kisi ko phul mile kisi ko dhul
maati ke but bade acche lagte hai
aa maati ke but bade acche lagte hai
jhuthe sanam bade sacche lagte hai
inme sari adaye hoti hai
par inme wafaye nahi hoti
kisi ko phul mile kisi ko dhul
logo se bhi hoti hai khataye
logo se bhi hoti hai khataye
auro pe hoti hai jafaye
hum jaisi magar duniya me
hum jaisi magar duniya me
kisi ko bhi sazaye nahi hoti
kai maao ke bacche nahi hote
kai bachho ki maaye nahi hoti
kisi ko phul mile kisi ko dhul
sabki qubul duaye nahi hoti
kai maao ke bacche nahi hote
kai bachho ki maaye nahi hoti
kisi ko phul mile kisi ko dhul