har raat mere husan ka sajta hai bazaar
dekhiye ye sab hai mere khareedar
kisi ne bhi dulhan banaya na mujhko
kisi ne bhi dulhan banaya na mujhko
haathon mein kangana pehnaya na mujhko
kisi ne bhi dulhan banaya na mujhko
kisi ne bhi dulhan banaya na mujhko
ye raat ke mehma hai ye mere kadardaa hai
ye raat ke mehma hai ye mere kadardaa hai
maa maal-e-jigar kar de maa maal-e-jigar kar de
ye aise meherba hai
ye hai saiyyan mere ye hai rasiya mere
ye hai saajan mere ye hai balam mere
kisi ne bhi dulhan banaya na mujhko
kisi ne bhi dulhan banaya na mujhko
vo aaye hai mehfil mein yun banke tamashaai
vo aaye hai mehfil mein yun banke tamashaai
kya paaoge tum iss jo kya paaoge tum iss jo
ae khushiyon ke saudaai
ye hai deewane mere ye hai mastane mere
main hun shamma inki ye hai parwane mere
karun kya ke jal jal ke jeena hai mujhko
karun kya ke jal jal ke jeena hai mujhko
apna bana ke mujhe apno ne loota
sitam gar salaamat rahe dil apna hi toota
zamaane ne aise rulaya hai mujhko
zamaane ne aise rulaya hai mujhko
sataaya hai mujhko kisi ne bhi dulhan banaya na mujhko
haathon mein kangana pehnaya na mujhko
kisi ne bhi dulhan banaya na mujhko
kisi ne bhi dulhan banaya na mujhko