Video of this song from youtube
Lyrics of Kisi Ne Bhi To Na Dekha Nigah Bharke Mujhe - किसी ने भी तो ना देखा निगाह भरके मुझे
ye aarju thi ke haskar koyi mila hota
kahi to humse kisi ka dil aashana hota
kisi ne bhi to na dekha nigah bharke mujhe
kisi ne bhi to na dekha nigah bharke mujhe
kisi ne bhi to na dekha nigah bharke mujhe
gaya phira aaj ka din bhi udas karke mujhe
gaya phira aaj ka din bhi udas karke mujhe
kisi ne bhi to na dekha nigah bharke mujhe
gaya phira aaj ka din bhi udas karke mujhe
kisi ne bhi to na dekha nigah bharke mujhe

sabha bhi layi na koyi payam apno ka
sabha bhi layi na koyi payam apno ka
suna rahi hai fasane idhar udhar ke mujhe
gaya phira aaj ka din bhi udas karke mujhe
kisi ne bhi to na dekha nigah bharke mujhe

maf kijiye, jo mai ajnabi hu mehfil me
maf kijiye, jo mai ajnabi hu mehfil me
ke raste nahi malum is nagar ke mujhe
gaya phira aaj ka din bhi udas karke mujhe
kisi ne bhi to na dekha nigah bharke mujhe

wo dard hai ke jise seh saku na keh pau
wo dard hai ke jise seh saku na keh pau
milega chain to ab jaan se gujarke mujhe
gaya phira aaj ka din bhi udas karke mujhe
kisi ne bhi to na dekha nigah bharke mujhe
gaya phira aaj ka din bhi udas karke mujhe
kisi ne bhi to na dekha nigah bharke mujhe
nigah bharke mujhe, nigah bharke mujhe
lyrics of song Kisi Ne Bhi To Na Dekha Nigah Bharke Mujhe
Comments on song "Kisi Ne Bhi To Na Dekha Nigah Bharke Mujhe"
P.K. ANILKUMAR ( HINDI MELODY BYTES ) on Thursday, September 17, 2015
wo dard hai ke jise seh saku na keh pau
milega chain to ab jaan se gujarke mujhe
gaya phira aaj ka din bhi udas karke mujhe
kisi ne bhi to na dekha nigah bharke mujhe
gaya phira aaj ka din bhi udas karke mujhe
kisi ne bhi to na dekha nigah bharke mujhe
nigah bharke mujhe, nigah bharke mujhe
P.K. ANILKUMAR ( HINDI MELODY BYTES ) on Thursday, September 17, 2015
maf kijiye, jo mai ajnabi hu mehfil me
ke raste nahi malum is nagar ke mujhe
gaya phira aaj ka din bhi udas karke mujhe
kisi ne bhi to na dekha nigah bharke mujhe
bestofanandmilind on Thursday, November 10, 2011
A perfect example of Anand-Milind's genius. This is not just one of their
best ghazals, but in fact one of the best ghazals I have herad. Pankaj
Udaas excelled as usual with this one. i simply love this song. Thanks Ayan
for the great quality
Neetu Lohia on Wednesday, March 11, 2015
Simply wonderful song that I have heard today.
19ritika on Tuesday, May 24, 2011
Very meaning full song .. Liked it and love divya
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Dil Aashna Hai (1992)
Jeetendra, Mithun Chakraborty, Dimple Kapadia, Amrita Singh, Sonu Walia, Shahrukh Khan, Divya Bharti, Kabir Bedi, Sushma Seth, Beena, Farida Jalal, Raza Murad, Sulbha Deshpande, Mohan Agashe, Ram Mohan, Satyen Kappu, Shiva, Bob Christo, Pankaj Udhas, Nassar Abdulla, Bhushan TiwariAbhijeet, Kavita Krishnamurthy, Padmini, Pankaj Udhas, Sadhana Sargam, Sudesh Bhosle, Suresh WadkarMajrooh SultanpuriAnand Chitragupt, Milind ChitraguptHema MaliniHema MaliniDil Aashna Hai at IMDB      Dil Aashna Hai at WikipediaDil Aashna Hai at YouTube     |    Dil Aashna Hai at YouTube - 2    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type