kismat ka suna faisla jara jigar ko tham le
khushyio ko tu lutaye ja ab aasuo se kam le
jab lagi chot pe chot to dil chur ho gaya
haye dil chur ho gaya
wo hamse wafa karne wala
majbur ho gaya haye majbur ho gaya
pahle pahal ka milna pahle pahal ka milna
kismat ki bat thi kismat ki bat thi
kismat ka sath bhi hamse aaj dur ho gaya
haye kyu dur ho gaya jab lagi chot pe chot
to dil chur ho gaya haye dil chur ho gaya
dil ki lagi dil me rahe dil ki lagi dil me rahe
aahe bhar na saku aahe bhar na saku
ulfat me mere liye ek dastur ho gaya
haye dastur ho gaya jab lagi chot pe chot
to dil chur ho gaya haye dil chur ho gaya
ek din mujhe lagta hai ek din mujhe lagta hai
sau baras judai ka sau baras judai ka
jis din se dil ke hatho mai majbur ho gaya
mai majbur ho gaya jab lagi chot pe chot
to dil chur ho gaya haye dil chur ho gaya
barbad ho na hai hame barbad hona hai hame
khani hai thokre khani hai thokre
ye faisla ab kismat ko manjur ho gaya
haye manjur ho gaya jab lagi chot pe chot
to dil chur ho gaya haye dil chur ho gaya
wo hamse wafa karne wala
majbur ho gaya haye majbur ho gaya