kisne pehchana khel man ka anjana
kisne pehchana khel man ka anjana
chand taaro se aage aage chalta man
manjilo pe bhi jake kaha rukta man
chand taaro se aage aage chalta man
manjilo pe bhi jake kaha rukta man
kisne pehchana khel man ka anjana
kisne pehchana khel man ka anjana
zindgi jake jaha rukati phir wahi se
banti rahe nayi
diwane jab jaha ye sataye man hi hai jo
jag aaye chahe nayi
kisne pehchana khel man ka anjana
kisne pehchana khel man ka anjana
sun sach hai kaha mere yaar tu karna nahi ye eitbar
adha sach dikhlaye duniya najro ko baar baar
adha sach dikhlaye duniya najro ko baar baar
sun sach hai kaha mere yaar tu karna nahi ye etbaar
har rishta begana hai jhuta ye jamana
har rishta begana hai jhuta ye jamana
par phir bhi naye sapne dekhe ye man
maan le na tu jo bhi kahe tera man
kisne pehchana khel man ka anjana
kisne pehchana khel man ka anjana
jayda kabhi kabhi kam jo dikhta hai sab hai bharam
chhupe nakabo ke hai andar bewafa sare sanam
chhupe nakabo ke hai andar bewafa sare sanam
jayda kabhi kabhi kam jo dikhta hai sab hai bharam
lekin aakhe mila lo ud ke na chale jana
lekin aakhe mila lo ud ke na chale jana
par phir bhi naye sapne dekhe ye man
man le na tu jo bhi kahe tera man
kisne pehchana khel man ka anjana
chand taaro se aage aage chalta man
manjilo pe bhi jake kaha rukta man
chand taaro se aage aage chalta man
manjilo pe bhi jake kaha rukta man
kisne pehchana khel man ka anjana
kisne pehchana khel man ka anjana