aa aa aa aa....
kitabe ishq ka padhna 
kabhi kharab nahi
kitabe ishq ka padhna
kabhi kharab nahi
kitabe ishq se 
behtar koi kitab nahi 
kitabe ishq ka padhna 
kabhi kharab nahi 
kitabe ishq se 
behtar koi kitab nahi
kitabe ishq ka padhna 
chune wo phool ke khusbhu
ho jisme chahat ki 
chune wo phool ke khusbhu
ho jisme chahat ki
kro wo kaam ke duniya
kahe jawab nahi 
kitabe ishq se 
behtar koi kitab nahi
kitabe ishq ka padhna
piyo zarur piyo
ha magar nigaho se
piyo zarur piyo
ha magar nigaho se
piyo zarur piyo
ha magar nigaho se
nasha sharab se jyada 
magar sharab nahi
kitabe ishq se 
behtar koi kitab nahi
kitabe ishq ka padhna
jo dil jale hai wahi 
baat dil ki samjhege
jo dil jale hai wahi 
baat dil ki samjhege
her ek aadhmi samje
nahi janab nahi 
kitabe ishq se 
behtar koi kitab nahi
kitabe ishq ka padhna
kabhi kharab nahi
kitabe ishq se 
behtar koi kitab nahi
kitabe ishq ka padhna