kitna hai soona soona
mahmil humara re
kitna hai soona soona
mahmil humara re
aa jaaye sathi koi
banke sahara re
aa jaaye sathi koi
banke sahara re
kitna hai soona soona
mahmil humara re
sapno ka dil me mela hai
phir bhi ye dil akela hai
o koi humsafar to ho mile bhola bhala
le le jo hath hatho me
jadu ho jiski bato me
mari nazar ko lage wo nirala
dekhe jamana use itna ho pyara re
aa jaye sathi koi
banke sahara re
kitna hai soona soona
mahmil humara re
kitna hai soona soona
mahmil humara re
aaya tha banke sathi jo
nikla ajeeb raahi wo
o mujhe kya samjhke
ho mila tha wo jhuta
chheda jo maine afsana
usko banaya diwana
o zara door chalke
mujhse guru tha
samjha na baatein meri
hay bechara re
aaya tha sathi koi
banke sahara re
kitna hai soona soona
mahmil humara re