kitna hasin chehra kitni pyari aankhe
kitna hasin chehra kitni pyari aankhe
kitni pyari aankhe hai aankho se chhalakta pyar
kudrat ne banaya hoga phursat se tujhe mere yar

teri najar jhuke to sham dhale, jo uthe najar to subah chale
tu hase toh kaliya khil jaye tujhe dekh ke hur bhi sharmaye
teri bikhri bikhri julfe, teri mehaki mehaki sanse
teri koyal jaisi boli, teri mithi mithi baate
ji chahe mera mai yu hi tera karta rahu didar
kudrat ne banaya hoga phursat se tujhe mere yar
kudrat ne banaya hoga phursat se tujhe mere yar
duniya me hasin aur bhi hai, hoga na koyi tere jaisa hasin
rangin jawan madhosh badan, tu husno shabab ka hai gulshan
tere ang se khushbu barse, pariyo se sundar kaya
jo kuchh socha tha maine woh sab kuchh tujhme paya
teri ek ada pe mai sadke jaau sau bar