Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
screen shot of song - Kitnaa Sundar Kitna Pyara Mera Sansaar
3.33 - 3 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Kitnaa Sundar Kitna Pyara Mera Sansaar - कितना सुन्दर कितना प्यारा मेरा संसार
kitna sunder kitna pyara
kitna sunder kitna pyara mera sansaar
ke is angana me maine paya piya ji ka pyar
kitna sunder

mere devta ka ghar hain
mere pyar ka mandir hain sukh se bhara
mere devta ka ghar hain
mere pyar ka mandir hain sukh se bhara
mahal mile na mile banke rahega yahi swarg mera
gun gun gaau main piya ko rijhau main
gun gun gaau main piya ko rijhau main
jhan jhan baaje mere man ka sitar
kitna sunder kitna sunder kitna pyara
mera sansaar kitna sunder

subh din aaya aisa
phul hazaaron man me khil hi gaye
subh din aaya aisa
phul hazaaron man me khil hi gaye
vidhi ne likha tha jinse mera milan
wo to mil hi gaye
man se mila hain man janamo ka ye bandhan
man se mila hain man janamo ka ye bandhan
is bandhan ka kabhi tute na taar
kitna sunder kitna sunder kitna pyara
mera sansaar kitna sunder
lyrics of song Kitnaa Sundar Kitna Pyara Mera Sansaar
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Jai Mahaalaxmi Ma (1976)
Ashish Kumar, Kanan Kaushal, Anita Guha, B M Vyas, Chand Usmani, Mahipal, Jagdeep, S N TripathiAsha Bhosle, Usha Mangeshkar, Mohammed RafiBharat VyasChitraguptaVijay SharmaKanti, S RoshanJai Mahaalaxmi Ma at IMDB      Jai Mahaalaxmi Ma at YouTube     |    Jai Mahaalaxmi Ma at YouTube - 2    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type