Lyrics of Koi Aaye Koi Jaaye Ye Tamasha Kya Hai - कोई आये कोई जाये ये तमाशा क्या हैं
zindagi maut ka nishana hai sab ko ek din yahan se jana hai
koi aye koi jaye ye tamasha kya hai
koi aye koi jaye ye tamasha kya hai
kuch samaj me nahi ata kuch samaj me nahi ata ke ye duniya kya hai
koi aye koi jaye ye tamasha kya hai
koi aye koi jaye ye tamasha kya hai
ye ajal hi se sab ne dekha hai uski khidamat ka ek karishma hai
marne wala kabhi nahi ata jane kudarat ka kya wo auma hai
anewale to chale jate hai wapas lekin
anewale to chale jate hai wapas lekin
janewale nahi ate ye fasana kya hai
janewale nahi ate ye fasana kya hai
koi aye koi jaye ye tamasha kya hai
bad marne ke tere aeh bab kam ayege kya
zindagi bhar ki mohabbat ek mutthi khakh hai
tere aehbab tere dost tere gharwale
tere aehbab tere dost tere gharwale
tujhko mitti me mila denge samajta kya hai
kuch samaj me nahi ata kuch samaj me nahi ata ke ye duniya kya hai
koi aye koi jaye ye tamasha kya hai
dafan karke ye tasalli bhi diye jate hai
dafan karke ye tasalli bhi diye jate hai
rafta rafta sabhi a jayege darta kya hai
rafta rafta sabhi a jayege darta kya hai
kuch samaj me nahi ata kuch samaj me nahi ata ke ye duniya kya hai
do ghadi royenge aehbab tere aye kamil
do ghadi royenge aehbab tere aye kamil
phir hamesha ko bhula denge samajta kya hai
kuch samaj me nahi ata kuch samaj me nahi ata
ke ye duniya duniya duniya kya hai