koi gata mai so jata, koi gata mai so jata
koi gata
sasriti ke vistrit sagar par, sapano ki nauka ke andar
sukh dukh ki laharo me uth gir, bahata jata, mai so jata
koi gata mai so jata, koi gata
ankho me bharkar pyar amar, ashish hatheli me bhar kar
koi mera sar godi me rakh, sahalata, mai so jata
koi gata mai so jata, koi gata
mere jivan ka karajal, mere jivan ka halahal
mere jivan ka karajal, mere jivan ka halahal
koi apane sar me mathmaykar barsata, me so jata
koi gata mai so jata, koi gata mai so jata
mai so jata, mai so jata, koi gata mai so jata
Koi Gaataa Main So Jaataa 2
Sansriti Ke Vistrit Saagar Mein
Sapanon Ki naukaa Ke Andar
Dukh Sukh Ki Laharon Men Uth Gir
Bahataa Jaataa, Main So Jaataa
Aankho Men Lekar Pyaar Amar
Aashish Hatheli Men Bhar Kar
Koi Meraa Sar Godi Men Rakh
Sahalaataa, Main So Jaataa
Mere Jivan Kaa Kaaraajal
Mere Jivan Kaa Haalaahal
Koi Apane Svar Men Madumay Kar
Doharaataa Main So Jaataa
Koi Gaataa Main So Jaataa