koi kaise bachaye dil ko
dil jane ke sau hai bahane
koi kaise bachaye dil ko
dil jane ke sau hai bahane
jo najar se bacha julfo me fansa
jo najar se bacha julfo me fansa
ek dil hai to lakho nishane
koi kaise bachaye dil ko
dil jane ke sau hai bahane
koi kaise bachaye dil ko
dil jane ke sau hai bahane
zamana kahe ke bacho pyar se
in aankho ki do dhari talvaar
zamana kahe ke bacho pyar se
in aankho ki do dhari talvaar
magar wo hua jo dil ne kaha
huye hum tumhare diwane
koi kaise bachaye dil ko
dil jane ke sau hai bahane
koi kaise bachaye dil ko
dil jane ke sau hai bahane
hasino se chhup ke kaha jaoge
jaha jaoge tum inhe paoge
hasino se chhup ke kaha jaoge
jaha jaoge tum inhe paoge
kahin na kahin koi to hasin
laga dega dil ko thikane
koi kaise bachaye dil ko
dil jane ke sau hai bahane
jo najar se bacha julfo me fansa
ek dil hai to lakho nishane
koi kaise bachaye dil ko
dil jane ke sau hai bahane