koi kitna hi dil ko sambhale ke chahe chosath tale dale
jane wala chala jata hai chala jata hai chala jata hai
jata hai to jane bhi do hota hai jo hone bhi do
kaisa jadu hai sokh nigaho me lut jate hai rahi raho me
ud jati hai ninde rato ki dhal jate hai din bhi aaho me
dil kabu nahi aata hai chala jata hai chala jata hai
jata hai to jane bhi do hota hai jo hone bhi do
koi kitna hi dil ko sambhale ke chahe chosath tale dale
jane wala chala jata hai chala jata hai chala jata hai
jata hai to jane bhi do hota hai jo hone bhi do
is dilbar ki bato me aana na
bada dhokha hai dhokha ye khana na
tedhi tedhi ye julfo ki galiya hai
bhul ke aisi galiyo me aana na
kiye deti hu tumko hoshiyar fir dekho bad me pactana na
dil kabu nahi aata hai chala jata hai chala jata hai
jata hai to jane bhi do hota hai jo hone bhi do
teer chalte hai to chal jane do dil jalte hai to jal jane do
tadpoge tabhi maja aayega aasu dhalte hai dhal jane do
kab tak roke dil bar bar hatho se nikal bhi jane do