koi koi aadmi diwana hota hai
koi koi aadmi diwana hota hai
muskil is nadan ko samjhana hota hai
koi koi aadmi diwana hota hai
dil ki bezubaniya kuch aur hoti hai
dil ki bezubaniya kuch aur hoti hai
aankho me kahaniya kuch aur hoti hai
honto pe kuch aur hi afsana hota hai
koi koi aadmi diwana hota hai
koi koi aadmi diwana hota hai
tufan kya hota hai sahil kisko kahte hai
tufan kya hota hai sahil kisko kahte hai
tanhai kya hai aur mahfil kisko kahte hai
wo in sari bato se begana hota hai
koi koi aadmi diwana hota hai koi
koi aadmi diwana hota hai
aise insan ki kismat me pyar nahi hota
aise insan ki kismat me pyar nahi hota
uske seene me dil hi dildar nahi hota
toota sa ek shishe ka paimana hota hai
koi koi aadmi diwana hota hai
koi koi aadmi diwana hota hai