koi maange sona chandi
koi dhan dhaan re
main to maangu prem se
mere raam ji ka naam re
aai tere dawaar to fir
punji se kya kaam re
main to maangu prem se
mere raam ji ka naam re
koi maange sona chandi
koi dhan dhaan re
main to maangu prem se
mere raam ji ka naam re
jiske naam ko hanumant
hardam chhati par rakhe
jisne prem se sabri ke
sab jhuthe ber hi chaakhe
nahi aur shaan re ?
main to maangu prem se
mere raam ji ka naam re
koi maange sona chandi
koi dhan dhaan re
main to maangu prem se
mere raam ji ka naam re
ik din jab chhal se ravan ne
hari thi sita mayi
ravan ke chhal se bal se
jab dari thi sita maai
tab liye haath me dhanush
rath par chadhe ram raghurai
ravan ko sanghar ke
sita maa ki laaj bachai
kare gaiya halla pal me
pathar bhi taire jal me
aisa hain ram re
main to maangu prem se
mere raam ji ka naam re
koi maange sona chandi
koi dhan dhaan re
main to maangu prem se
mere raam ji ka naam re