koi na mere gham ko jane
koi na mere gham ko jane
apna kaun hai sab begane
koi na mere gham ko jane
koi na mere gham ko jane
apna kaun hai sab begane
koi na mere gham ko jane
koi na mere gham ko jane
dard ki aahe, gham ke aansu
dard ki aahe, gham ke aansu
dard ki aahe, gham ke aansu
is duniya ke taane baane
koi na mere gham ko jane
koi na mere gham ko jane
apna kaun hai sab begane
koi na mere gham ko jane
koi na mere gham ko jane
aankhe meri, raahe teri
aankhe meri, raahe teri
aankhe meri, raahe teri
mud mud dekhu hile bahane
koi na mere gham ko jane
apna kaun hai sab begane
koi na mere gham ko jane
koi na mere gham ko jane
kaun bhala madhosh na hota
kaun bhala madhosh na hota
kaun bhala madhosh na hota
chhalke palko se paimane
koi na mere gham ko jane
koi na mere gham ko jane
apna kaun hai sab begane
koi na mere gham ko jane
koi na mere gham ko jane
saaqi ne munh aisa phera
saaqi ne, saaqi ne
saaqi ne munh aisa phera
saaqi ne munh aisa phera
sune ho gaye sab maikhane
koi na mere gham ko jane
koi na mere gham ko jane
apna kaun hai sab begane
koi na mere gham ko jane
aarif ka har aansu moti
aarif ka har aansu moti
aarif ka har aansu moti
aarif ka har aansu moti
dil hai jinda dard suhane
koi na mere gham ko jane
koi na mere gham ko jane
apna kaun hai sab begane
koi na mere gham ko jane
koi na mere gham ko jane
apna kaun hai sab begane
koi na mere gham ko jane
koi na mere gham ko jane