koi patta bhi hila hai to ye
samjha hai ke tu hai shayad
yun teri raaho mein
aankho ko bichha rakha hai
zulm duniya ke sahe
munh se magar uff na kiya
yu tere pyar ko seene mein
chhupa rakha hai
khinch laya hai tera pyar chale aaye hain
khinch laya hai tera pyar chale aaye hain
tod ke duniya ki riwaaz chale aaye hain
khinch laya hai tera pyar chale aaye hain
tod ke duniya ki riwaaz chale aaye hain
khinch laya hai tera pyar chale aaye hain
zindgi ab teri chahat ke siwa
kuch bhi nahi, kuch bhi nahi
zindgi ab teri chahat ke siwa
kuch bhi nahi, kuch bhi nahi
teri panaah ya mohbaat ke siva kuch nahi
aaj kal me lage ek baar chale aaye hain
khinch laya hai tera pyar chale aye hain
tod ke duniya ki riwaaz chale aaye hain
umr ki nind hain baate teri chahat me hi kate
tere chehre se nazar pyar ki ek pal na hate
hum teri duniya me e yaar chale aaye hai
khinch laya hai tera pyar chale aye hain
tod ke duniya ki riwaaz chale aaye hain
rok le humko jo aisa koi tufaan nahi
rok le humko jo aisa koi tufaan nahi
pyar ki duniya mitana koi aasan nahi
hum na manenge kabhi haar chale aaye hain
khinch laya hai tera pyar chale aye hain
tod ke duniya ki riwaaz chale aaye hain
khinch laya hai tera pyar
khinch laya hai tera pyar
khinch laya hai tera pyar