dhum ke piyo aur jhum ke piyo
paimane ko chum ke piyo
dhum ke piyo aur jhum ke piyo
paimane ko chum ke piyo
maikhane pe lagate ho tum kyu iljam
koi pita hai chupkar to koi aam
sach hai kahavat sach hai kahavat
bad hai nek bure badnam
koi pita hai chupkar to koi aam
dhum ke piyo aur jhum ke piyo
paimane ko chum ke piyo
pine vala apni marji se hi yaha par aata hai
koi botal se to koi jaam se honth lagata hai
aur fir apni mahbuba ki yado me kho jata hai
sabke dilo me rahti hai koi na koi gulfam
koi pita hai chupkar to koi aam
koi pita hai chupkar to koi aam
dhum ke piyo aur jhum ke piyo
paimane ko chum ke piyo
shayad humko vakt lagega ye bate samjhane me
chote bade ka fark nahi hota hai kabhi maikhane me
dil nahi todta koi kisi ka jane ya anjane me
hum to chahenge ye khula ho subaho sham
koi pita hai chupkar to koi aam
koi pita hai chupkar to koi aam
sach hai kahavat sach hai kahavat
bad hai nek bure badnam
koi pita hai chupkar to koi aam
koi pita hai chupkar to koi aam
dhum ke piyo aur jhum ke piyo
paimane ko chum ke piyo
dhum ke piyo aur jhum ke piyo
paimane ko chum ke piyo