koi samjha de gharwali ko bas me kare kaise
koi samjha de gharwali ko bas me kare kaise
koi to bata de koi sikhla de pyar se rahe kaise
koi to bata de koi sikhla de pyar se rahe kaise
bramchari banke rehna nahi
mohabbat nahi to ye jindagi bhi kya hai
sajni ki mitti mitti bate jo nahi to
hamari tumhari ye duniya bhi kya hai
tujhko bataye teri gharwali bas me rahe kaise
sine se lagana godi me bithana pyar se rahe vaise
bramchari banke rehna nahi
mohabbat nahi to ye jindagi bhi kya hai
sajna ki mitti mitti bate jo nahi to
hamari tumhari ye duniya bhi kya hai
mujhko bataye teri gharwali bas me rahe kaise
suno anaadi bhaiya budhiya ki bato ko jara jara
upar chad ke rehna ek pal na dili chodna
joru ko apni tum pure din me i love you, i love you
pacchis baar bolna, din bhar me pyar se bhaaiya
chuma dus baar le lena, din me rojana tin bar
khatiya pe usko le jana, mera ye nuskha roj ajmaye to
lugai teri hamesha tere bas me rahegi
tujhko ko bataye teri gharwali bas me rahe kaise
are sine se lagana godi me bithana
pyar se rahe waise
bramchari banke rehna nahi
mohabbat nahi to ye jindagi bhi kya hai
sajna ki ye jo mitti mitti bate jo nahi to
hamari tumhari ye duniya bhi kya hai
tujhko bataye teri gharwali bas me rahe kaise
surat sundar hai umar bhale hi ho gayi
jivan me dadi phd tujhko mil gayi
aisa tha tera waqt vo purana
khati thi pitti thi aur pyar se so jati thi
aaj to manav ko bhojan ki mushkil hai
pyar jatane ki kisko fursat hai
ja ja thodi si fursat pyar se nikal re
lugaai nahi to ye zindagi bhi kya hai
koi samjha de gharwali ko bas me kare kaise
koi to bata de koi sikhla de pyar se rahe kaise
bramchari banke rehna nahi
mohabbat nahi to ye zindagi bhi kya hai
sajni ki ye jo mitti mitti bate jo nahi to
hamari tumhari ye duniya bhi kya hai