kopale phir phut aayi
kopale phir phut aayi shakh par kahna use

wo na samjha hain na samjhega
wo na samjha hain na samjhega magar kahna use
kopale phir phut aayi
waqt ka tufan har ek shay baha kar le gaya

itni tanha ho gayi hain rahgujar kahna use
wo na samjha hain na samjhega
wo na samjha hain na samjhega magar kahna use
kopale phir phut aayi
ja raha hai chhod kar tanha mujhe jiske liye

chain na de payega wo sim-o-jar kahna use
wo na samjha hain na samjhega
wo na samjha hain na samjhega magar kahna use
kopale phir phut aayi
ris raha ho khun dil se lab magar hanste rahe

kar gaya barbad mujhko
kar gaya barbad mujhko ye hunar kahna use
wo na samjha hain na samjhega
wo na samjha hain na samjhega magar kahna use
kopale phir phut aayi
jisne jakhmo se mera shahjad sina bhar diya

muskura kar aaj pyare
muskura kar aaj pyare charagar kahna use
wo na samjha hain na samjhega
wo na samjha hain na samjhega magar kahna use
kopale phir phut aayi shakh par kahna use
wo na samjha hain na samjhega
wo na samjha hain na samjhega magar kahna use
kopale phir phut aayi
The lyrics were written by Mr. Farahat Shazad, he was in USA when I last
spoke to him in 1980;s God bless him what a great Shahir , the world has
yet to listen to his Shaire , listeners are way behind the writers.