kore kagaz pe likhwale niche dastakhat karwale
kore kagaz pe likhwale niche dastakhat karwale
angutha lagwa le  angutha lagwa le  
maine pyaar kiya ye dil tujhe diya ki 
maine pyaar kiya ye dil tujhe diya 
kore kagaz pe likhwale niche dastakhat karwale
kore kagaz pe likhwale niche dastakhat karwale
angutha lagwa le  angutha lagwa le  
maine pyaar kiya ye dil tujhe diya ki 
maine pyaar kiya ye dil tujhe diya 
aaj se apni chundari par naam tera likh leti hu 
aaj se apni chundari par naam tera likh leti hu 
apni bich ki ungali ka main naap tujhe de deti hu 
jaldi anguthi banwale jaldi anguthi banwale 
meri ungali me pehna de 
angutha lagwa le angutha lagwa le  
maine pyaar kiya ye dil tujhe diya ki 
maine pyaar kiya ye dil tujhe diya 
maine ye ikraar kiya apne rab ke samane 
maine ye ikraar kiya apne rab ke samane 
tu bole jo bol du sabke samane 
mujhse sau vade karwale mujhse sau vade karwale 
mujhse sau kasame uthwale angutha lagwa le  angutha lagwa le  
maine ikraar kiya apne rab ke samane 
maine ikraar kiya apne rab ke samane 
pyaar karenge hum lekin duniya ke dastur se 
pyaar karenge hum lekin duniya ke dastur se 
bharde meri maang peeya chutki bhar sindur se 
chaar gawah tere bulwale chaar gawah tere bulwale 
chaar gawah tere bulwale 