kori kori chunar meri
kori kori chunar meri deewani huyi teri
saajna baalma, saajna baalma
kori kori chunariya pe
kori kori chunariya pe
tu likh de naam apna
saajna baalma, saajna baalma
teri naam ki mehndi rachau
mera bas yahi hain sapna
o mera bas yahi hain sapna
saajna baalma, saajna baalma
ye singaar nikhaar karu kya
tu na samjhe aur kahu kya
ye singaar nikhaar karu kya
tu na samjhe aur kahu kya
odh sitaron waali chunariyan
chham chaam naachu main baawariyan
tere pyaar ki main baawariyan
o tere rang rangi main aise
aur koi rang bhaye na
oo aur koi rang bhaye na
saajna baalma, saajna baalma
dil to tujhko de hi chuke hain
jaa bhi tujhko de denge
dil to tujhko de hi chuke hain
jaa bhi tujhko de denge
tere naam zindgaani karke
duniya se ye keh denge
duniya se ye keh denge
ho pyar kiya hain pyaar karenge
hume kisi se kya darna
oo hume kisi se kya darna
saajna baalma, saajna baalma
kori kori chunariya pe
tu likh de naam apna
likh de naam saajna
likh de naam baalma