jab jab is duniya mein
julm badhega, julm badhega
jab paap ka jag pe
zaher chadega, zaher chadega
jab lobh aur krodh hoga
sach ka virodh hoga
wo apni murli bajayega
krishna aayega, aayega
krishna aayega
krishna, krishna, krishna
krishna aayega
jab jab is duniya mein
julm badhega, julm badhega
jab paap ka jag pe
zaher chadega, zaher chadega
jab lobh aur krodh hoga
sach ka virodh hoga
wo apni murli bajayega
krishna aayega, aayega
krishna aayega
krishna, krishna, krishna
krishna aayega
andhera ujale se takaraye to
burayi zamane pe chha jaaye to
andhera ujale se takaraye to
burayi zamane pe chha jaaye to
kisi yug mein phir koi
arjun agar, arjun agar
kurukshetr jaane se
ghabharaye to, ghabharaye to
arjun ko shiksha dene
duniya ko diksha dene
wo apni geeta sunayega
krishna aayega, aayega
krishna aayega
krishna, krishna, krishna
krishna aayega
phir geet gunjenge
gokul ki galiyo mein ho
phir geet gunjenge
gokul ki galiyo mein
phir rang aayega
madhuban ki kaliyo mein
phir vrindavan mein
wo makhan churayega, makhan churayega
phir gopiyo ko wo
aake satayega, aake satayega
phir murli baajegi
phir radha nachegi
wo mithi dhun phir sunayega
krishna aayega, aayega
krishna aayega
krishna, krishna, krishna
krishna aayega
wo krishn kanhaiya murlidhar
man mohan kunj bihari hai
man mohan kunj bihari hai
gopal manohar dukh bhanjan
ghanshyam atal banvari hai
ghanshyam atal banvari hai
vo kans vinashak maharathi
sudarshan chakrdhari hai
sudarshan chakrdhari hai
ban kunj birhaiya sawariya
nandlala kaan murari hai
har roop nirale hain uske
har leela uski nyari hain
wo gopi naath madan mohan
wo shyam pitambar aayega
wo shyam pitambar aayega
aayega yugandhar aayega
aayega yugandhar aayega
jai krishna jai jai krishna
jai krishna jai jai krishna
krishna aayega, aayega
krishna aayega
aayega yugandhar aayega
aayega yugandhar aayega
aayega yugandhar aayega
aayega yugandhar aayega