kuch chehre jaane se jane pehchane se
koi dhundle se nishan jaise koi karwa
yadon ke bhawar se mujhko de sada
rato ko cheerti wo juno ko teergi
wo mithi si kasak wo sach tha ya ke shak
wo jismo ke dariya me jhumke ki girti khanak
kuch chehre jaane se jane pehchane se
na bhul chuka na bhul saka tujhe
ik tuta sa aaina chubhan jo jae na
ik aag si barish me kuch mausam ruthe se
ik pyasi nadi jaise sagar ke tat pe thame
ye kaisi dhun baje mujhe pagal jo kare
jaise koi dewana tufan me sur bhare
to bhi rato me chede tarane wo deewane se
gaye mausam pyar ke lamhe intezar ke
na bhul chuka na bhul saka tujhe
For the record, so as not to be confused with other artists also named
Remo, this is REMO FERNANDES. :)