kuch chhup chhup ke aate hain
kuch sare bazaar aate hain
o kuch chhup chhup ke aate hain
kuch sare bazaar aate hain
is mehfil me magar bas kharidar aate hain
is mehfil me magar bas kharidar aate hain
kuch chhup chhup ke aate hain
kuch sare bazaar aate hain
sare jahan ka dard inhi paimano me milta hain
har tarah ka aash inhi diwano me milta hain
socha hain jab bhi humne anjaam-e-hasti
presha ho gaye kuch wasima ho gaye
ho khaab srab rahna dar badar jate hain
sham se pahle sham ke
aasaar najar aate hain
kuch chhup chhup ke aate hain
kuch sare bazaar aate hain
is mehfil me magar bas kharidar aate hain
kuch chhup chhup ke aate hain
kuch sare bazaar aate hain
phulo ki tamanana hain jinko
kaato pe gujara karte hain
apno ki tamanana me unko
din raat pukara karte hain
dekha hain aksh humne aaina-e-zindagi me
nagme thara gaye kuch kadam ghabra gaye
o ye wo chaman hain jaha gul se milne khaar aate hain
dil jeet ke bhi hum baaji haar jate hain
kuch chhup chhup ke aate hain
kuch sare bazaar aate hain
is mehfil me magar bas kharidar aate hain
kuch chhup chhup ke aate hain
kuch sare bazaar aate hain