kuch na kaho, kuch bhi na kaho
kuch na kaho, kuch bhi na kaho
kya kahna hai, kya sunna hai
mujhko pata hai, tumko pata hai
samay ka ye pal tham sa gaya hai
aur is pal mein koi nahi hai
bas ek main hu, bas ek tum ho
kuch na kaho, kuch bhi na kaho
kitne gehre halke sham ke rang hai chhalke
parvat se yu utre badal jaise aanchal dhalke
kitne gehre halke shaam ke rang hai chhalke
parvat se yu utre badal jaise aanchal dhalke
aur is pal mein koi nahi hai
bas ek main hu, bas ek tum ho
kuch na kaho, kuch bhi na kaho
kya kahna hai, kya sunna hai
mujhko pata hai, tumko pata hai
samay ka ye pal tham sa gaya hai
aur is pal main koi nahi hai
bas ek main hu, bas ek tum ho
kuch na kaho, kuch bhi na kaho
Kuch na kaho kuch bhi na kaho...ye bahut hi sweet gaana hai.
Aisa lagta hai k jaise shant samndar ki lahero par dhire dhire kashti sarak
rahi ho.
Sanam sir ne is gaane ki khubsurti ko khub nikhara hai.
Sanam sir aur Shirley setia ki madhur awaz ne char chand lagaya hai.
Samar sir venky sir keshav dhanraj sir ne sangeet ki tarz ko bakhubi
nibhaya hai.
Sanam band adbhut hai.