kuch nasha to aapki baat ka hai
kuch nasha to dhimi barsaat ka hai
kuch nasha to aapki baat ka hai
kuch nasha to dhimi barsaat ka hai
hume aap yu hi sharabi na kahiye
Is dil pe asar to aapki mulakaat ka hai
kuch nasha to aapki baat ka hai
wo haqikat hain jo lagata khayalo ki tarah
phool ki khusbuki baadal ki misalo ki tarah
koi bhi waqt ho rehata ujaalo ki tarah
din me hai roshani aur chand meri raat ka hai
kuch nasha to aapki baat ka hai
kuch nasha to dhimi barsaat ka hai
naam jo mera kabhi teri baato me
chandani fail gai jaise meri raato me
aa gaya jab se tera hath mere hatho me
dar na ab mujhko zamane ka na haalat ka hai
kuch nasha to aapki baat ka hai
kuch nasha to dhimi barsaat ka hai
ab yahi soch hai bas tere liye hi sochu
sheyer me jo bhi likhun tere liye hi likhun
na tujhe dekhne du aur na kiski ko dekhun
ab to bas ek hi sapna mere din raat ka hai
kuch nasha to aapki baat ka hai
kuch nasha to dhimi barsaat ka hai
hume aap yu hi sharabi na kahiye
Is dil pe asar to aapki mulakaat ka hai
kuch nasha to aapki baat ka hai
kuch nasha to dhimi barsaat ka hai