kuch baate ankahi, dil me dabi reh jati hain
jo kabhi tapish, kabhi khalish aur kabhi
ghutan bankar, humesha satati hain
isiliye jo kehna hain khulke keh do, warna
ye ankanhi, yaade bankar
tamam umar, tumhara pichha karegi
tu sharmili si, simti si, hai shokh titli si tu
resham ki narmi si, jaado me garmi si tu
raato ke kajal, sitaro ke aanchal si tu
me love you to
ilteja kaise tumhe ab, is dil ki mai sunau
tumse kyon ijhare dil, mai baya karte karte reh jaau
us ankahi ne bhi kaha tha
mujhe tumse milke, ye kehna hain, mujhe tumse
chaha tumhe hain, khud se bhi jyada
aaj tumhe hain batana
dil me yu aana, aake na jana
pyar sada hi tum nibhana
pyar ki ye roshni, bas muhjpe tum ab lutao
aaine ki tarah aake tum, aksh mera ban jaao
tu hi bata, teri najro ne yaha
tu hi bata, teri najro ne yaha
kisi aur ko dekha agar to, mera kya hoga
tu hi bata, teri najro ne yaha
teri najar me hai, sari duniya
par teri najar me hai, meri duniya
dil me sada, banke tu aa
tu hi raha, hai ba khuda
teri najar me hai, meri duniya
tu hi bata, teri najro ne yaha
tu hi bata, teri najro ne yaha
chanda ki doli me, pariyo ki jholi me
shahjadi aayi meri
dekha tujhe, dil ne kaha
tu kaun hai, ye bata
tujhse to hai, shayad mera sadiyo ka waasta
o tu sharmili si, simti si, hai shokh titli si tu
resham ki narmi si, jaado me garmi si tu
raato ke kajal, sitaro ke aanchal si tu
me love you to
greattttttttttttttttttttttttttttttttttttttttttttttttttttttttttttttttttttttttttttt
song