baat ho aadhi raat ki
raat ho pure chand ki
baat ho aadhi raat ki
raat ho pure chand ki
baat ho aadhi raat ki
raat ho pure chand ki
chand bhi hai niche takta
uspe tera jamaal bhi
chand bhi hai niche takta
uspe tera jamaal bhi
kuch to hawa bhi sard thi
kuch tha tera khayal bhi
sabki sabse najar bachake wo
mujhko kuch aise dekhta
sabki sabse najar bachake wo
sabki sabse najar bachake wo
mujhko kuch aise dekhta
ek dafa to ruk gayi
gardishe maaho saal ki
ek dafa to ruk gayi
gardishe maaho saal ki
dil ko khushi ke sath sath
hota raha malaal bhi
kuch to hawa bhi sard thi
kuch tha tera khayal bhi
meri talab tha ek shakhs
wo jo nahi mila to phir
meri talab tha ek shakhs
wo jo nahi mila to phir
meri talab tha ek shakhs
wo jo nahi mila to phir
hath dua se yu gira
bhul gaya sawal bhi
kuch to hawa bhi sard thi
kuch tha tera khayal bhi
dil ko khushi ke sath sath
hota raha malaal bhi
kuch to hawa bhi sard thi
kuch tha tera khayal bhi
'' Kuch Tou Hawa Bhi Sard Thee,Kuch Tha Tera Khayal Bhi Dil Ko Khushi Ke
Saath Saath Hota Raha Mahal Bhi. Baat Woh Adhi Raat Ki ,Raat Woh Pure Chand
Ki Chand Bhi aain Chait Ka,Uspe Tera Jamal Bhi. Saab Se Nazar Bachake Woh
,Mujko Kuch Aise Dekhta Aik Dafa Tou Ruk Gai Gardish-e-Mahosal Bhi Meri
Talab Tha Aik Shakhs Woh Jo Nahein Mila Tou Phir Haath Dua Se Youn
Gira,Bhool Gaya Sawal Bhi.'' EXCELLENT lyrics. Beautiful,sweet,Ghazal. My
Favorite Gulam Ali Ji sings in his very melodious, CONT.