kuchh tum socho kuchh ham soche
phir khushi kaa mausam aaye
kuchh tum socho kuchh ham soche
phir khushi kaa mausam aaye
tanha tanha kaun jiya hain
rehke tanha dil ghabraye
aa jao milke rishta ye jode
shart badal de rasmo ko tode
isase pehle key ye duniya hame aajmaye
ho o o kuchh tum socho kuchh ham soche
phir khushi kaa mausam aaye
aayi hain khushiyo kaa paigam leke bahare
ye pal hain apna iss pal me aao takdir apni saware
ye pal hain apna iss pal me aao takdir apni saware
khali khali iss jivan me pyar bharle ham tum dono
divane jo karte aksar wohi karle ham tum dono
inn faslo ko aao mita de ek dusre me khud ko chupade
isase pehle key ye duniya hame aajmaye
ho o o kuchh tum socho kuchh ham soche
phir khushi kaa mausam aaye
duniya ki rasmo ko chahat me shamil naa karna
manjil ham apni pake rahenge ha tum kisi se naa darna
pagal rasme pagal duniya aur thode ham tum pagal
kismat me ho naa jane kya sochte hain bas ye har pal
arman hain jiska sapna woh bunle
tum hamko chun lo ham tumko chunle
isase pehle key ye duniya hame aajmaye
hooo kuchh tum socho kuchh ham soche
phir khushi kaa mausam aaye
tanha tanha kaun jiya hain rehke tanha dil ghabraye
aa jao milke rishta ye jode
shart badalde rasmo ko tode
isase pehle key ye duniya hame aajmaye hmm