kuchh tumne kaha kuchh hamne suna
aur ek afasana ban hi gya
kuch teer chale kuch teer ruke
aur dil to nishana ban hi gaya
dil to nishana ban hi gaya
jab se mere jahan me
koi le ke payar aaya
jitna karar khoya
utna karar paya
jitna karar khoya
utna karar paya
dunia hi meri kuch aur hue
dil tera diwna ban hi gya
kuchh tumne kaha kuchh hamne suna
aur ek afasana ban hi gya
kuch teer chale kuch teer ruke
aur dil to nishana ban hi gaya
dil to nishana ban hi gaya
aankho me jhumti hai
surat yeh chand jaisi
ab din ko chain kaisa
raato ko neend kaisi
hyy ab din ko chain kaisa
raato ko neend kaisi
do nain mile do phul khile
aur sapna suhana ban hi gya
kuchh tumne kaha kuchh hamne suna
aur ek afasana ban hi gya
kuch teer chale kuch teer ruke
aur dil to nishana ban hi gaya
dil to nishana ban hi gaya
kuch thi meri tammna
kuch payar ka sahara
pass aa gye tere hum
pakar tera ishara
pass aa gye tere hum
pakar tera ishara
do hath ude
do hath badhe
milne ka bahana ban hi gya
kuchh tumne kaha kuchh hamne suna
aur ek afasana ban hi gya
kuch teer chale kuch teer ruke
aur dil to nishana ban hi gaya
dil to nishana ban hi gaya