sanjaane thoni thani naina no
avtumbak taane ambi lambano
o sukumari o shringaari o sukumari
ek chingaari si o sukumari
o sukumari wo shringaari
ye kumaari ri ye kumaari ri kumari
kuamri dil dhadke dekh ke tujhko aate jaate
kumari kya logi dheeme dheeme jaan meri
kumari ye haale dil tu bhi to jaane re
kuamri dil dhadke dekh ke tujhko aate jaate
kumari kya logi dheeme dheeme jaan meri
kumari yeh haale dil tu bhi to jaane re
haa tere bin jiye to kya jiye
jaise anguthi moti bin re ye kumari sukumari
ke man mera phulo jaisa phulo ki mehak tu hai
kumari dil dhadke dekh ke tujhko aate jaate
kumari kya logi dheeme dheeme jaan hamari
kumari yeh haale dil tu bhi toh jaane re
sanjaane thoni thani nena no
avtumbak taane ambi lambano
sanjaane thoni thani nena no
avtumbak taane ambi lambano
ye jo chaahaten hain tum bhi maano na
ye hai pyar jaanam isse maano na
o o o chaah mein behaal sanam har ek pal
yu hi jee ham har jaaye na
chahat ko hi tune thukraya chahat hi mar jaaye na
ho chahat ke fir jitne fasane dil ko lubhate nahi
ye aankhe jo ek baar mile to pyar rukega nahi
kumari kumari aa aa
jaan tere bin sur taal kya din raat yu hi tadpu main kya
tu jo kahe ham bolo devi tujhpe luta de phoolon ko re
khush hoke tu bhi kabhi to sunegi dil ki har ek baat re
kabhi dekha nahi kahi dekha nahi hai dharti pe aisa
jo pehli nazar mein dil ko chhu na le
saare jahaan mein nahi nahi nahi
kumari dil dhadke dekh ke tujhko aate jaate
kumari kya logi dheeme dheeme jaan meri
kumari yeh haale dil tu bhi to jaane re aa aa aa ye
o yaara dil dhadke dekh tujhko aate jaate
o yaara kya loge dheere dheere jaan hamari
o yaara ye haale dil tu bhi to jaane re
aa tere bin haa tere bin jiye to kya jiye
jaise anguthi moti bin re ye kumari su hamari
ke mann mera phoolon jaisa phoolon ki mehak tu hain
sanjaane thoni thani nena no
avtumbak taane ambi lambano