kya baat hai, kya baat hai
kya baat hai meri aankho me, kyun inke sabhi deewane huye

jo aata hai peene aata hai
aankhe na hui paimaane huye, aankhe na hui paimaane huye
kya baat hai, kya baat hai meri aankho me
mahaka sa badan hasta chehara, sharmili najar maasum ada

kuch maine, kuch maine, kuch maine banaaye deewane
kuch log mere deewane huye
kuch maine banaaye deewane, kuch log mere deewane huye
jo aata hai peene aata hai
aankhe na hui paimaane huye, aankhe na hui paimaane huye
kya baat hai, kya baat hai meri aankho me
kyun inke sabhi deewane huye
masti me dhali jaati hai sada
jaadu sa mere nagmo ne kiya
masti me dhali jaati hai sada
jaadu sa mere nagmo ne kiya
masti me dhali jaati hai sada
jaadu sa mere nagmo ne kiya
wo dil jo, wo dil jo
wo dil jo kai najaro se bache aakhir to mere najaraane hue
wo dil jo kai najaro se bache aakhir to mere najaraane hue
jo aata hai peene aata hai
aankhe na hui paimaane huye, aankhe na hui paimaane huye
kya baat hai, boliye na, kya baat hai meri aankho me
kyun inke sabhi deewane huye
kya baat hai meri aankho me
kyun inke sabhi deewane huye