Video of this song from youtube
Lyrics of Kya Dekh Raha Hai Yaar - क्या देख रहा है यार
kya dekh raha hai yaar kya soch raha hai yaar
kya dekh raha hai yaar kya soch raha hai yaar
hey kya dekh raha hai yaar kya soch raha hai yaar
duniya ke bazar me sab chalta hai yaar
duniya ke bazar me sab chalta hai yaar
jung me aur pyar me sab chalta hai yaar
jung me aur pyar me sab chalta hai yaar
jung me aur pyar me sab chalta hai yaar
jung me aur pyar me sab chalta hai yaar
jung me aur pyar me sab chalta hai yaar
kya dekh raha hai yaar kya soch raha hai yaar

jisko milega mauka de jayega wo dhokha
bachna hai to nikal ja banke hawa ka jhonka
mehfil me dosto ki khatra hai dushmano ka
mehfil me dosto ki khatra hai dushmano ka
accha kya bura kya khara kya khota kya
tera kya mera kya iska kya uska kya
kiska hai yahan pe koi atbaar
kiska hai yahan pe koi atbaar
jung me aur pyar me sab chalta hai yaar
jung me aur pyar me sab chalta hai yaar
kya dekh raha hai yaar kya soch raha hai yaar

ye husn bhi deewana ye ishk bhi dewana
dhadkan kahe dilo ki sun le na ye zamana
parde ki baat hai ye parda nahi uthana
parde ki baat hai ye parda nahi uthana
dekha hai suna hai socha hai jana hai
dil n e jo kaha hai humne wo mana hai
koi hai shikari koi hai shikaar
koi hai shikari koi hai shikaar
jung me aur pyar me sab chalta hai yaar
are jung me aur pyar me sab chalta hai yaar
kya dekh raha hai yaar kya soch raha hai yaar
kya dekh raha hai yaar kya soch raha hai yaar
duniya ke bazar me sab chalta hai yaar
jung me aur pyar me sab chalta hai yaar
jung me aur pyar me sab chalta hai yaar
jung me aur pyar me sab chalta hai yaar
jung me aur pyar me sab chalta hai yaar
lyrics of song Kya Dekh Raha Hai Yaar
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Jung (1996)
Mithun Chakraborty, Ajay Devgn, Rambha, Aditya Pancholi, Sujata Mehta, Tinu Anand, Sadashiv Amrapurkar, Minu, Mamta KulkarniAnand BakshiNadeem ShravanT Rama RaoRajiv KapoorJung at IMDB      Jung at YouTube    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type