kyu dhundhe dharti ke upar
kyu dhundhe aakash
dekh jara man ki aankho se
tera ram hai tere paas
tera ram, tere man me hai
tera ram, tere man me hai
ram janam me, ram maran me
ram basa kan kan me hai
ram janam me, ram maran me
ram basa kan kan me hai
tera ram, tere man me hai
tera ram, tere man me hai
tera ram, tere man me hai
tera ram, tere man me hai
agni bankar ram suraj ke
dil ki prem jalan me hai
dil ki prem jalan me hai
ram chand ka rup banakar
rajni ke aangan me hai
rajni ke aangan me hai
jalkar kahe diwana deepak
ram tere tan man me hai
ram janam me, ram maran me
ram basa kan kan me hai
tera ram, tere man me hai
tera ram, tere man me hai
tera ram, tere man me hai
tera ram, tere man me hai
ram naag ke fan me nache
ram bin ki dhun me hai
ram bin ki dhun me hai
ram chhupa phulo ke ander
kaliyo ke upvan me hai
kaliyo ke upvan me hai
ram hath ki rekha me hai
kismat ke daman me hai
ram janam me, ram maran me
ram basa kan kan me hai
tera ram, tere man me hai
tera ram, tere man me hai
tera ram, tere man me hai
tera ram, tere man me hai