kya geet mere man ka
kya geet mere man ka hai
gaaya bahar ne gaaya bahar ne
duniya ko apne mein ranga hai pyar ne
duniya ko apne mein ranga hai pyar ne
kya geet mere man ka
khushbu se madh nagriya mahke gali gali
bulbul hau phul phul tu bhanwra hai kali kai
bulbul hau phul phul tu bhanwra hai kali kai
hota hua hai jadu jo gaaya hai bahar ne
hota hua hai jadu jo gaaya hai bahar ne
kya geet mere man ka
koyal ki kuk aur papihe ki pi kaha
koyal ki kuk aur papihe ki pi kaha
sun sun ke chha rahe hai
mere man pe mastiya sun sun ke chha rahe hai
mere man pe mastiya kya kya tyauharo ne hai
sikhaya bahar ne kya kya tyauharo ne hai
sikhaya bahar ne kya geet mere man ka
masti mein phul machalte hai
man bhi nachata masti mein phul machalte hai
man bhi nachata aankh bhi nachati hai
mera man bhi nachata aankhe bhi nachati hai
mera man bhi nachata mano ki dil laga hai
kisi ko pukarne mano ki dil laga hai
kisi ko pukarne kya geet mere man ka
kya geet mere man ka hai gaaya bahar ne
duniya ko apne mein ranga hai pyar ne
duniya ko apne mein ranga hai pyar ne