kya hai nari ki shan
kya hai nari ki shan
dunia ko batlaunga mai
kya hai nari ki shan
kya hai nari ki shan
prem ki devi rup ki rani
kudrat ki anmol kahani
prem ki devi rup ki rani
kudrat ki anmol kahani
jisko bana kar jhum gaya tha
khush hokar bhagwan
jisko bana kar jhum gaya tha
khush hokar bhagwan
ye hai nari ki shan
ek dafa ye jisko chahe
marte dam tak usko nibhaye
ek dafa ye jisko chahe
marte dam tak usko nibhaye
jisko ye dil dede apna
dede usi pe jaan
jisko ye dil dede apna
dede usi pe jaan
ye hai nari ki shan
maa se badhkar prem hai kiska
wo bhi to hai nari wo bhi to hai nari
usko jo jhuthlaya jag me
wo hai atyachari wo hai atyachari
uski kokh manushyata sabka
uski god me palta hai dunia ka har insan
ye hai nari ki shan ye hai nari ki shan
jiske gum se dunia ke hai bahar
jiske gum se dunia ke hai bahar
jiske dam se sundar hai sansar
jiske dam se sundar hai sansar
ye jo na hoti to phir ye dunia thi viran
ye jo na hoti to phir ye dunia thi viran
dunia thi viran ye hai nari ki shan
ye hai nari ki shan dunia ko batlaunga mai
kya hai nari ki shan kya hai nari ki shan
Excellent song by the great immortal surendranathji. The song is fast paced. This is a change from the serious sad songs of Surendraji. A definate change from Saigal style in the days of Saigal. this movie was produced in 1947 while Great Saigal sahib passed away in 1946. It was a daring attempt by the MD Gyan Dutt in those days. Surendraji did very well in this song and established that he is free of Saigal tag if required. Kudos to him..