Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
3.00 - 1 votes
Video of this song from youtube
Lyrics of Tere Chehre Se Nazar Nahi Hatti Kya Kare Kya Kare - तेरे चेहरे से नज़र नही हटती क्या करे क्या करे
i do ishq only tumse
i do ishq ishq only tumse tumse tumse
i do ishq only tumse
tere chehre se nazar nahi hatti kya kare kya kare
yeh pyaas dil ki nahi ghatti kya kare kya kare
bin tere raat nahi katti kya kare kya kare
chahat ki aag nahi bujhti kya kare kya kare
ham na deewane ho jaye aankho ki galiyo me kho jaye
teere nazar na mujhpe chalao jao ji jao yu na banao
tere chehre se nazar nahi hatti kya kare kya kare
yeh pyaas dil ki nahi ghatti kya kare kya kare

iski ada pe ham mar mite hai ispe fida hai isko nahi hai pata
le jayenge ham isko utha ke apna banake aayega phir to maja
idiot ka matlab batayenge kadmo me usko jhukayenge
deewanagi na mujhko dikhao yu na kahani apni sunao
tere chehre se nazar nahi hatti kya kare kya kare
yeh pyaas dil ki nahi ghatti kya kare kya kare

ziddi badi hai ruthi khadi hai
kya gulchhadi hai rehti hai hamse khafa
hey shola dhali hai kuch manchali hai
yeh diljali hai isme nasha hi nasha
kya kya bahane banati hai deewano ka dil jalati hai
main hu sharara daman bachao tum ishq me na khud ko jalao

tere chehre se nazar nahi hatti kya kare kya kare
yeh pyaas dil ki nahi ghatti kya kare kya kare
bin tere raat nahi katti kya kare kya kare
chahat ki aag nahi bujhti kya kare kya kare
ham na deewane ho jaye aankho ki galiyo me kho jaye
teere nazar na mujhpe chalao jao ji jao yu na banao
tere chehre se nazar nahi hatti kya kare kya kare
yeh pyaas dil ki nahi ghatti kya kare kya kare
bin tere raat nahi katati kya kare kya kare
chahat ki aag nahi bujhhti kya kare kya kare
lyrics of song Tere Chehre Se Nazar Nahi Hatti Kya Kare Kya Kare
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Aatma (2006)
Kapil Jhaveri, Sadashiv Amrapurkar, Neha, Amriena (Miss Chandigarh), Deep Dhillon, Usha Bachani, Mukesh Tiwari, Yatin Karyekar, Sikandar Kharbanda, Rajeev Varma, Beena, Upasna Singh, Ashwin Kaushal, Dinesh Hingoo, Laila RouassAsha Bhosle, Khushboo Jain, Sadhana Sargam, Sonu Nigam, Sunidhi ChauhanIbrahim Ashq, Mukhhar, Rakesh Mehra, Sameer, Taabhish RomaniAnu Malik, J. Gopal Prasad, Anchal Talesara, P. SameerDeepak RamsayTulsi RamsayAatma at IMDB      Aatma at YouTube    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type