kya khabar thi ke main, is darja badal jaunga
kya khabar thi ke main, is darja badal jaunga
tujhko kho dunga tere gham se
sambhal jaunga
tujhko kho dunga tere gham se
sambhal jaunga
kya khabar thi ke
ajnabi banke milunga, main tujhe mehfil me
ajnabi banke, ajnabi banke
ajnabi banke milunga, main tujhe mehfil me
tune chhedi bhi to, main baat badal jaunga
tune chhedi bhi to, main baat badal jaunga
tujhko kho dunga tere gham se
sambhal jaunga
kya khabar thi ke
dhund paye na jahan, yaad bhi teri mujhko
dhund paye na jahan
dhund paye na jahan, yaad bhi teri mujhko
aise jangal me, kisi roz nikal jaunga
aise jangal me, kisi roz nikal jaunga
tujhko kho dunga tere gham se
sambhal jaunga
kya khabar thi ke
zid me aaye hue maasum
se bachche ki tarah
zid me aaye hue maasum
zid me aaye hue maasum
se bachche ki tarah
khud hi kashti ko, dubone pe machal jaunga
khud hi kashti ko, dubone pe machal jaunga
tujhko kho dunga tere gham se
sambhal jaunga
kya khabar thi ke
Kia baat hey aapki hariharan sahib.