Thumb Song Heading Singer Composer Lyricist Actor Film (Year) Category
thumb coming soon
4.00 - 5 votes
Tusshar Kapoor, Ritesh DeshmukhDance Songs
Video of this song from youtube
Lyrics of Kya Kool Hain Ham - क्या कुल है हम
kya kul hai ham, kya kul hai ham
kya kul hai ham, kya kul hai ham ham me bada hai dum
kya kul hai ham, kya kul hai ham
kya kul hai ham, kya kul hai ham ham me bada hai dum
kya kul hai ham, kya kul hai ham kya kya kya kul hai ham
kya kul hai ham, kya kul hai ham
kya kya kya kul hai ham ham me bada hai dum

chahat ki thandi hawaye, apni gali se hi aye
ashik divana awara, kehke sabhi ne pukara
behaki naajar behke kadam, hampe karo kuchh to karam
kya kul hai ham, kya kul hai ham
kya kul hai ham, kya kul hai ham ham me bada hai dum
kya kul hai ham, kya kul hai ham kya kya kya kul hai ham
kya kul hai ham, kya kul hai ham
kya kya kya kul hai ham ham me bada hai dum

har ladaki hai mere piche mai kya karu
kya kul hai ham, kya kul hai ham
khullam khulla milna chahe, chori chupke milna chahe
mai kya karu, kya kul hai ham
har ladaki ka mai hu desire, ladaki bole i' m on fire
hona hi tha kya kul hai ham

kya kya kya, luv ke sare luv ke sare gul hame bata do
ladakiya phasane ke tarike bhi sikha do
ayenge woh din bhi pyare, badlenge tere sitare
hamne guru tumko mana, hamko bhi manjil dikhana
hamne guru tumko mana, hamko bhi manjil dikhana
ham ishk me khoye huye, hamko nahi duniya ka gam
kya kul hai ham, kya kul hai ham
kya kul hai ham, kya kul hai ham ham me bada hai dum
kya kul hai ham, kya kul hai ham kya kya kya kul hai ham
kya kul hai ham, kya kul hai ham
kya kya kya kul hai ham ham me bada hai dum

kya kya kya
tere jaisa mera jaisa koyi bhi kaha hai
tera mera mera tera charcha yaha hai
baho ke ghere me aaja, bechai karke yu na ja
mera bhi number lagade, soya nasiba jagade
mera bhi number lagade, soya nasiba jagade
mere tarah tum bhi bano, kehna mano chhodo sharam
kya kul hai ham, kya kul hai ham
kya kul hai ham, kya kul hai ham ham me bada hai dum
kya kul hai ham, kya kul hai ham kya kya kya kul hai ham
kya kul hai ham, kya kul hai ham
kya kya kya kul hai ham ham me bada hai dum
kya kul hai ham, kya kul hai ham
kya kul hai ham, kya kul hai ham ham me bada hai dum
kya kul hai ham, kya kul hai ham
kya kul hai ham, kya kul hai ham ham me bada hai dum
lyrics of song Kya Kool Hain Ham
Comments on song "Kya Kool Hain Ham"
Anjali Ram on Friday, April 12, 2013
I luv this movie n luv this song!
bash saj on Wednesday, November 25, 2015
my fav movie ever
Movie Film Cast Singer Lyricist Composer Director Producer External LinksVideo Links
Kyaa Kool Hai Hum (2005)
Tusshar Kapoor, Riteish Deshmukh, Eesha Koppikhar, Neha Dhupia, Anupam Kher, Shoma Anand, Razzak Khan, Avtar Gill, Anil Nagrath, Rajpal Yadav, Bobby Darling, Jay Sean, Rishi Rich, Veronica, Juggy D, Sophie, Raj Zutshi, Rana Jung Bahadur, Dinyar Tirandaz, Roshan Tirandaaz, Vijay Patkar, Neena Kulkarni, Amit Diwedi, Sushmita Mukherjee, Sachin Yardi, Pankaj TrivediAnu Malik, Gayatri Ganjawala, Jay Sean, K K, Kunal Ganjawala, Shaan, Sowmya Roah, Sunidhi ChauhanSameerAnu MalikSangeeth SivanEkta Kapoor, Shobha KapoorKyaa Kool Hai Hum at IMDB      Kyaa Kool Hai Hum at WikipediaKyaa Kool Hai Hum at YouTube     |    Kyaa Kool Hai Hum at YouTube - 2    
Popular Links on HindiGeetMala
HindiGeetMala Search Panel - Songs & Films
  • Search Songs
    Type
  • Search Films
    Type