kya kuch na kaha tha dil ae nakaam se pahle

waakif the muhabbat ke ham anzaam se pahle

kaati hai muhabbat me to har tarah ki raatein

dil aaj dhadkane laga kyun aaj shaam se pahle
kya kuch na kaha tha dil ae nakaam se pahle
afsana kisi tarah mukkamil nahi hota
afsana kisi tarah mukkamil nahi hota
aata hai tera naam mere naam se pahle
kya kuch na kaha tha dil ae nakaam se pahle
nakaami ulfat hame jeene nahi degi
nakaami ulfat hame jeene nahi degi
marna bhi nahi hai tere paigam se pahle