kya main kya ho gaya sahma hua ahsaas hai 

tan thirakne laga man bahakne laga 
sans rukne lagi kuch to hone laga 

garam sanso mein kya ghul gaya 
naram hotho ko kisne chhua
garam sanso mein kya ghul gaya 
naram hotho ko kisne chhua
kyu ye jhukne lagi sharam se 
aaj palako ko kisne chhua 
pal bikharne lage waqt dhalne laga 
dil se darne laga kuch to hone laga 
kya main kya ho gaya sahma hua ahsaas hai 
kya main kya ho gaya sahma hua ahsaas hai 
kuch to aisa hua shaam se haye hum to gaye kaam se 

hoth aise nashile hue jaise takra gaye jaam se
tan sisakne laga jaam bharne laga 
pyas badhne lagi kuch to hone laga 