kya mausam hai
phulo kaliyo me gul hai
neele aasma ke o panchhi re
sath mujhe
is jivan me, mushkil aati jaati hai
pal do pal ke liye
hans ke tu jeele yaar mere
prem ki boli bolo
dil se nata jodo
dastur hai jahan ka
insa tu hai kahan ka
hardam khushi baante ja
kudrat ke nazaro ka
panchhi ke parwazo ka
khulke lele maja tu sathi panchhi ki tarah
kya mausam hai
phulo kaliyo me gul hai
neele aasma ke o panchhi re
sath mujhe
meri manjil kahan
jaanu na main na jahan
saanse chale jab tak
chalta raha hu tab tak
na jane kab ho subah
himmat se zamane me
manjil apni dhundhunga
aandhi ho ya tufan
rukunga na main sunle jahan
kya mausam hai
phulo kaliyo me gul hai
neele aasma ke o panchhi re
sath mujhe
usually a singer has only a couple of very good songs in their albums, with
the rest being crap. only lucky ali has all the eight songs which are
equally hit!!!