ae abre karam jara thamke baras
itna na baras ke woh aa na sake
woh aa jaaye phir jamke baras
aur itna baras ke woh ja na sake
kya mere pyar mein
kya mere pyar mein
kya mere pyar mein duniya ko bhula sakte ho
kya mere pyar mein duniya ko bhula sakte ho
wada utna hi karo
wada utna hi karo jitna nibha sakte ho
kya mere pyar mein
kya mere pyar mein
kya mere pyar mein duniya ko bhula sakte ho
wada utna hi karo
wada utna hi karo jitna nibha sakte ho
kya mere pyar mein
kya mere pyar mein
kya mere pyar mein
kya mere pyar mein
hasrat se tera dekhna accha laga mujhe
muddat ke baad aaina accha laga mujhe
duniya ki soch chhod ke mere humnashin
duniya ki soch chhod ke mere humnashin
har pal tumhi ko sochna accha laga mujhe
kya mere pyar mein
kya mere pyar mein
kya mere pyar mein tum khud ko mita sakte ho
kya mere pyar mein tum khud ko mita sakte ho
wada utna hi karo
wada utna hi karo jitna nibha sakte ho
kya mere pyar mein
kya mere pyar mein
kya mere pyar mein
kya mere pyar mein
tum humare ho yeh tumne kaha hai humse
tum humare ho yeh tumne kaha hai humse
kya yahin baat zamane ko bata sakte ho
kya mere pyar mein
kya mere pyar mein
kya mere pyar mein
kya mere pyar mein
chupke se dil kisi ka churane mein hai maja
aankho se dil ka haal sunane mein hai maja
jitna maja nahi hai numaaish mein ishq ki
jitna maja nahi hai numaaish mein ishq ki
usse jyada ishq chhupane mein hai maja
mere kadamo mein zamane ko jhuka sakte ho
mere kadamo mein zamane ko jhuka sakte ho
wada utna hi karo
wada utna hi karo jitna nibha sakte ho
kya mere pyar mein
kya mere pyar mein
kya mere pyar mein
kya mere pyar mein
kya mere pyar mein
kya mere pyar mein