kya sath hamara aur unka
kya sath hamara aur unka
masrur hai wo kamjor hai ham
wo raat nahi aata jeena
jeene ke liye majbor hai ham
khud apni kahani kehna sake
aur unka fasana sun na sake
dekho to hamari majbori
dil se kitne majbor hai ham
dil par jo kayamat jeet gai
dil par jo kayamat jeet gai
bedard zamana kya jane
jo bojh uthaya tha hamne
us bojh se ab tak chur hai ham
wo bhed jo duniya pa na saki
wo bhed jo duniya pa na saki
wo raz jise ham keh na sake
duniya se nahi lekin tumse
kehne ko tum se majbor hai ham
in khan badasha par jane
ankho se dhalk kar kya beete
kurbat me musibat ke aasun
peene ke liye majbor hai ham
kya sath hamara aur unka
masrur hai wo kamjor hai ham