kya tumse kahu apni sdaa ka hi pta na
kya tumse kahu apni sdaa ka hi pta na
ifalad ke mare gue khushiyan ka trana
kya tumse kahu apne tbahi ka fansana
aati hai bilkaten hue bchchon ka sadaye
dukh dard se bharpoor hai bharat ki fijaye
is desh me nafrat ki chalti kaisi hwaye
chhai hai har ek dil par ? ki ghtaye
koi nhi duniya me mohabbat ka thikana
kya tumse kahu apni tbahi ka fasana
bande nna jwaa aur boodhe hai salamat
maihfooz na daulat na ijajat na himmat
ab dharm ki bhi laaz nhi haye re nafrat
bhagwan ye insaa se insaa ka bgaawat
baah haye gya kya julm ki tufaan me jnmana
kya tumse kahu apni tbahi ka fasana
kante hai glaa hans ke bhai ka ik bhaoi
har mod par kateel hai har ek dharm kasaai
bharat ke kapooton ne ajab aag lgaai
mumkin nhi ab kaid gulami pe rihai
badla hai na badlega gulamon ka jmana